#1 [url]

Jul 10 06 6:01 PM

Jab Gour se Saanj Ko Dekha..Laga Koi Saath He Mere...
Behati hui Hawa ne Keh diya...Aaj bhi akela He Tu....

Aaj Bhi akela hu Me Khud Ki Talash Kar Raha hu...
Bite Huye Lamho Ki Paheli Ko..aaj Bhi sulaja Raha Hu...

bahut khoob!........bahut khoob!
tanhai ko lafzon mein dhalne ki koshish bahut achi lagi..daad kabool karna

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya