#1 [url]

Sep 20 07 11:15 PM

poocho jara chaand se mujhe jaanta hai wo
maine apne pyaar ke tukde kiye hein do..
tum to chale gaye ho magar chaand rahega
kucch bhi kar jaaye,'tadap' badnaam rahega

jis ne ye band samjh liya us ke liye beshkeemati ho jayegee ye nazm har baat bahut haseen hai par ye kamal hai bahut khoob

Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan