#1 [url]

Sep 17 07 2:45 PM

QUOTE (Amaan @ September 16, 2007 07:23 pm)
khoobsurti se pirooya hay Aarzoo ji aap ne, mudat baad aaj phir ussi rang meiN rangnay ko ji chaha hay
daad qabool kariyega

Zahe naseeb humaare aapke kalam se do lafz zyaada nikal gai is nacheez kalaam ki tareef main....hmmm phir to waqiye humne kuch acha hi likha hoga...Ab jaldi se apna kalam uthaai aur ek khoobsurat si tehreer issi rang main rang ke likh daalen...i'm waiting eagerly to read something new from ur pen..Apna khayaal rakhen