#1 [url]

Sep 17 07 1:03 PM



Anil,

Tumharee har kaveeta me jadoo hota hai.
yeh kavita magar kuch alag alag si hai,
jiske bhi ehsaason ko apne shabd diye,
jiske bhi unkahe tumne keh diye....
bohut khoob kahaaaaaaaaaaaaaaa...
Baraf Me pyaas....kitni gehri baat.
baraf ki pyaas dikhti kise hai ?????
baraf ko chuna kaun chahta hai, jisne haath lagaya....uske haath paon shunya par gaye..
haan...magar use phi to pighlaya ja sakta hai
sach me ehsaason ko ek kavi hi samajh sakta hai, ek kavi hi bata sakta hai.

Sach hi to hai, barf ki sakht shila ko bhi tora jaa sakta hai,
use pighlaya ja sakta hai.

bohut unmda soch hai, behad ache lafzo me kahe gaye...

Its me