#1 [url]

Aug 26 07 10:39 PM

QUOTE (Solitude @ August 26, 2007 12:00 am)
bohot khoob janaab...
kissi ke ehsaason ko apne kalaam main sametna
asaan kaam nahi...
daad kubool karein.

soltitude ji bahoot bahoot shukriyaa.....aapko pehli baar dekha yahaan aaj.....our achha laga....ki aapko ye tehreer achhi lagi.......Shukriya dost


Harash