#1 [url]

Aug 26 07 1:34 AM

[QUOTE]

Anil ji,

gazal to bohut umda hai, magar kya kamzor deewar ka sahara liya ja sakta hai ?
kamzor deewar ke saath me khara raha zaroor ja sakta hai......
but wo deewar jo khud-ba-khud kamzor hai......na jaane kab gir pare..
wo kya sahara degi ?
khair giriye nahi
best of luck