#1 [url]

Aug 26 07 12:40 AM

wah wah sagar kya baat hai bhaut khoob kaha hai

ye aapke ehsaas ke saath kuch sabad mere


kabhi to mujhe chhuo mujhe pura kar do
aao ab pyaar se meri maang bhar do
kabhi kaho mohbaat ke sabad mere kaan main
tum aaj meri shaam ko sahar kar do
roshani ho har taraf wafa bhi ho darmiyan
kuch is tarah meri nazar kar do

user posted image