#1 [url]

Aug 25 07 9:13 PM

Bohot Khoob javed shaab.. Is Nazm Par hamari daad kubool Farmaye.... Abrar...

Har ik sawaal ka us ko jawaab kya deta,
Main apni zaat ka usko hisaab kya deta,
Jo aik lafz ki khushboo na rakh saka mehfooz,
Main us ke haath main poori kitaab kiya deta.(N.M)