#1 [url]

Aug 25 07 4:49 PM

javed jee bahut umda no se aap is imtehan men pass huye hain bahut maza aya. aap apne fileds se khud vakif nahee hain aap jahan khade ho jayen wo aap ka field ho jaye bahut khoob likha hai chalye hmare israr par hee sahee ek bahut masoom sa lahaza aap kee tahreer ka hissa ho gaya bahut khoob hai
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan