#1 [url]

Aug 13 07 11:10 PM

Aadab chaman Ji...

Bohot khoobsurti se aapne apne alfaazon ko sajaya hai.. Accha laga padhkar... Daad haazir hai kubool kare...

Abrar...

Har ik sawaal ka us ko jawaab kya deta,
Main apni zaat ka usko hisaab kya deta,
Jo aik lafz ki khushboo na rakh saka mehfooz,
Main us ke haath main poori kitaab kiya deta.(N.M)