#1 [url]

Jul 3 06 7:05 AM

"Khowaab-o-Gul Pereyshan rahnay do
Hamin Bahar na keroo Khizan rahnay do

kun chupatay ho dunia say hamary Batain
ya tu ayan hain ayan rahnay do "


Khoobsurat aagaaz............


"Dil kay phaphooloon ko na chayroo aysay
jo dard jahan hai wahan rahnay do

jo hai man main kahan koi nikalta hai ?
choroo ya waqat ka zeeyan rahnay do"


Nice Words............


"na bharoo zakham hamaray saray
kuch tu gha-o kay nishan rahnay do

Sab lay lo ham say Sab hi kuch lay loo
bus aawaz-e-pa ka guman rahnay do "


Very very Nice.............


"Jo lutf hai nala-e-neem-shab main Zee
Hamain yun hi bay karan rahnay do "


Wah...............kya baat hai



Dear Zee

khoobsurat alfaazo se sajji ye dilfareb gazal padhkar bohat acha laga.......

aate rahiyega .........shukriyah