#1 [url]

Jun 25 07 12:06 PM

QUOTE (sameer'shaad' @ June 09, 2007 03:37 pm)
bahot khoob aarzoo jee aaj aapka dard to kaagaz se nikal kr bahna chaha rah hai hum sab ki ankhgon se....aaj samajh saka aapke dard ki intehaan..allah aapko sukoon de...khush raha karen...likhti rahen..kalaam mashallah behad haseen hai khoobsurat khyalaat aur alfaaze bayaan...ek bar fir se yahi kahoonga ki likhti rahen...allah hafiz.
shaad

sameer tum sab ka saath aarzoo ko kuch duur aur chalne par majboor karta hai...yunhi saath nibhaate rahiyega...god bless.