#1 [url]

Jun 13 07 8:57 AM

Paa liya tune kinaara doobo ke mujhko
Majhdaar main kashti ko doboya na hota
Kinaare ki umeed main tayarti rahi
kaash hasraton ka kinara kareeb hota

Zara sa aasmaan diya hota
Meri wafaaon ka sila diya hota
Maanga tha kuch pal ka saath
Mere hisse ka pyaar diya hota

Wah Aarzoo ji wah

ki ajazbaat paish kiye hain

kash koii---------------------------

aap ka kalam zaber dast hai dad qubool fermain


Khaksar
javed