#1 [url]

Jun 11 07 7:02 PM

Sanjay jee

Sach wo gaav ab kaha hai...aapki is bhavano se bhari rachna mujhe bhi gaav ki yaad dila di kaafi waqt raha main is jahan mein jaha har koi apna hota hai sab kuch acha hota hai...yaado ko taza karne aur is dilkash tahreer k liye bharpoor daad qabool kare


shukriyah