#1 [url]

Jun 10 07 3:01 AM

QUOTE (sakhi1909 @ June 09, 2007 01:59 pm)
Paa liya tune kinaara doobo ke mujhko
Majhdaar main kashti ko doboya na hota
Kinaare ki umeed main tayarti rahi
kaash hasraton ka kinara kareeb hota

kaash yaisa hota kash yaisa hota....
par yaisa nahi hota hai didi

bahut dard phir laai ho

sakhi with love

yeaaaaaa ur right sakhiiiiiii aisa nahi hotaaaaaaaaaaa....lekin kya karein ye kaash zindagi se jaata nahi hai...