#1 [url]

Jun 8 07 12:49 AM

Harash ji...kafi samay se hasrat thi k aapka kalaam padh paoon....mera aana b jara kam hai yahan masroofiyat k chalte.....aaj nazar padi toh hasrat poori hui aapka likha padhne ki

yaqeen maniye..behad acha laga padhkar.....aap aate rahyiega....aur apna likha sunate rahyiega....taki humein b thoda yaqeen ho apni qismat par

dili daad qabool kijiyega..khoobsurat lafzon ki mala par

shukriya!

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya