#1 [url]

Jun 2 07 3:24 AM

QUOTE (SanjayGulatiMusafir @ June 01, 2007 11:56 am)
Jo garajte hain badal wo tadap hai meri
chamakti bijliyon main kasak hai meri
Barasta hai jo asmaaN se wo paani nahi
Un boondoN main priyatam mahak teri-meri

Aapki rachna ke aage kuchh bikhra sa jawab

Sanjay ji

bahut acha jawab diya hai, aapka shukriya dilse adaa karti hoon. yunhi aate rahiyega.

nira