#1 [url]

Jun 2 07 2:59 AM

QUOTE (ek_wafa @ June 02, 2007 02:17 am)
wah! di...bahut acha laga padhkar.....acha isliye k aapne baarish ki yaad dila di...

ghum aur khushi donon hi zapne hote hain..aur barish bhi ek jaisi hi hoti hai..wahi hoti hain uski boondein....aur wahi aawaaz..wahi baadal..bas....kisi k sath alam kuch aur hota hai aur..tanhai mein kuch aur

di..daad qabool kijiyega....apna khayal rakhyiega

guriyaaaaaaaaaaa

so sweetttttttttttt to see u here sis.

aapne sach kaha hai sab wohi hota , saath badal jane se ehsaas badal jata hai.

rut vo hi rahti mausam rukh badal jate hain

nira di