#1 [url]

Jun 2 07 2:17 AM

wah! di...bahut acha laga padhkar.....acha isliye k aapne baarish ki yaad dila di...

ghum aur khushi donon hi zapne hote hain..aur barish bhi ek jaisi hi hoti hai..wahi hoti hain uski boondein....aur wahi aawaaz..wahi baadal..bas....kisi k sath alam kuch aur hota hai aur..tanhai mein kuch aur

di..daad qabool kijiyega....apna khayal rakhyiega

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya