#1 [url]

Jun 1 07 11:56 AM

Jo garajte hain badal wo tadap hai meri
chamakti bijliyon main kasak hai meri
Barasta hai jo asmaaN se wo paani nahi
Un boondoN main priyatam mahak teri-meri

Aapki rachna ke aage kuchh bikhra sa jawab

"ढूँढा सब जहाँ में, पाया पता तेरा नहीं
अब पता तेरा मिला, तो पता मेरा नहीं"