#1 [url]

Jun 1 07 11:54 AM

hi neeruuuuuuu bahut hi khubsurat andaze bayan he itna dar itna khauf q he jaaaaan ismain kya waqai aisa hota he agar kisi ka sath bichad jaye to kya jo mausam sabse suhana hota he wahi itna darawna lagat he padh kar dil pareshaan ho gaya kya ho agar kisi par aisa bit jaye allah na kare soch kar hi dar lagta he bahut hi gehrai se socha he tumne tabhi to itni achhi tarah se is sachhai ko bayan kya he neera bas dua karti hun ki ye hadsa kabhi kisi dushman ke sath bhi na ho

Ghargarahat yeh kaisi badh gayi hai
Muje kaunsa sandesh soona rahe hain.
Kyun muje is kadar daara rahe hain justju/239.gif justju/239.gif justju/239.gif


keep writing
with lots of love
take care
bye






user posted image

Mangi thi mene tumse mohabbat ki zindagi
Tumne to zindagi ko mohabbat bana diya