#1 [url]

Jun 1 07 11:47 AM

QUOTE (ziyaad @ June 01, 2007 08:01 am)
zaruri nahi ke har muraad poori ho
zaruri hai ke apni koshish poori ho
mumkin hai ke apni kahaani adhuri rahe
khwahish hai ke apne beech bas ek saans ki duuri ho

Doori Ik saan ki hai humdum mere
per dariya rasmoN ke behte hain

Ziyad bhai, bahut achha likha hai!

"ढूँढा सब जहाँ में, पाया पता तेरा नहीं
अब पता तेरा मिला, तो पता मेरा नहीं"