#1 [url]

Jun 1 07 9:22 AM

Rafta-rafta kho rahi hai har fizaN
kis kader ab ho gayi hai gard zubaaN
pyaar tera hai ghoom raha ab kahaan kahan
ho jaye na ab khak tera ye dil dhuaaN.



Beautifulllllllll........


Harsh sahab ko Namaskaar

Bohat waqt baad padha aaj aapko dil ko bada sukoon mila...din ki suruwaat ek umda nazm k saath hui hai bada acha jayega...har ek misre mein aapne alfaaz ko phoolo ki tarah piro diya hai...bohat acha laga aapko padhna..dili daad hazir hai

shukriyah