#1 [url]

Jun 1 07 8:17 AM

ishq ki baat batane ko aankhe hi bahut hoti hai
jab wo palke hi na uthaaye to hum bhala kya kare

'Ziyaad' ki kahaanhi to khair, is mod pe aa ruki hai
wo aage hi na badhna chahe, to hum bhala kya kar



Bohat badhiya.........bohat badi mushkil mein aap ziyaad sach aese mein insaan kare to kya kare dil se likha gaya hai dil ko acha laga hai...asardaar qalaam par dili daad hazir hai

shukriyah