#1 [url]

May 15 07 4:46 PM

QUOTE (ek_wafa @ May 10, 2007 02:05 pm)
Meri mohabbat hi unki bewafaai ka sabab ban gayi,
Koi bataaye ab aur maiN kya ulfat ka mazaa looN…

Tere saath v jayega“ghayal”eh farishte,par intezar kar,
Pehle zamaane ko zaraa andaaz-e-aashiqui sikhaa looN…



bahut khoob Lucky....hamesha ki tarah...behad umda kalaam....

daad qabool karna!

shukriya wafa dd, padhne ka, bas aage v yuNhi padhti rahiye aap hume...!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
L@VE ST@RIES NVR END,,,, S@ME JUZ D@NT HAVE D BEGINING....!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~




user posted image