#1 [url]

May 15 07 2:56 AM

QUOTE (can_i_lovu @ April 27, 2007 06:03 am)
Aapni yaadon ki tanhayii kaise kahein, kab tak chup rahein ham
Dil ki har kone mai chuvtii hai dard bankar yadein, kasie sahain ham

Jab sochta hun unke barien mai, bohot tanha ho jata hun
Unki wo mithii mithii si baton ki yaad mai kho jata hun

Unho ne meri har modd par jo diya sath,kaise sab ko kahein ham
Aur waqt ki is ghadii mai sath chod diya, ye dard kaise sahein ham

Sochta hun jindagii ki rah par jab mulakat hogi,kya kahenge wo
Izhar ishq hoga unse! , ya tab bhi na kehni ki dard sahenge wo

Aab lagta hai dil yakin kar liya k is jindagii mai na mil payenge ham
Phir bhi unkii yaadon ko hii sahara banakar jiye jayenge ham

Goodone Shahid:)

user posted image



user posted image