#1 [url]

May 13 07 4:27 PM

QUOTE (Amanush... @ May 05, 2007 02:49 am)

Dard se bharpur aap ka yaha kalaam dil ko chuu gaya, Sakhi Ji...!

Khaaskar yaha sher ne bahut kuch yaad dilaa di hamein :

tanhaaiyaa mili to ham ghbara ke ro diye
jab yaad teri aai to dil tadpaa ke ro diye


Yunhi likhte rahiyega aur khush rahein


Amanush...


amanush ji
aapko yahan paya to bahut khushi hui ..ki chalo koi purana sathi abhi bhi yahan sath hai.

shukriya apko pasand aay amera likha hua ek baar phir..
bas ye sath bana arhe
sakhi with love justju/643.gif