#1 [url]

May 12 07 1:11 PM

QUOTE (raahi_akela @ May 01, 2007 09:12 pm)
bahut umda ehsaas meri bahan sakhi....bahut umda lafzo ka istemaal....
koi bhi yaad na kare hamein aaj kal' sakhi'
ye baat yaad aayi to dil ko samjha ke ro diye


isko kuch yu kahe to shayad achhha lage.....

koi bhi yaad na kare hamein aaj kal' sakhi'
ye baat yaad aayi to dil ko thukra ke ro diye

bhiya apka change acha laga

shukriya itni gahraai se padne ke liye bahan ka likha

bas sath banaye rakhna hamesha
sakhi with love