#1 [url]

May 11 07 9:30 AM

Chaah kar bhi na thaam saake iss pal ko hum
Fisal kar palkon se aa gaya galon par yeh pal

Maan hua ki aaj koi mujhe bhi gale se lagaye
Kuch nahi toh do pyare bol bole mujhse iss pal

dard se bhar diya apko pada jis pal

bahut gahraai liye raha apko padna

sakhi with love