#1 [url]

May 10 07 3:11 PM

Aaj yaadon ne uunki yuon chua dil ko mere
Ki uunka naam aah bankar nikla hotose mere

wah ..manisha ...
in yadoo ke dil mein bhi ek sukoon hota hai....
dard deti hai fir bhi bahala leti hai....

ek lamha kabhi barsoo se para hota hai
khwaab ek pal mein ho jate na jaane kitne...

thanks for sharing

archana