#1 [url]

May 10 07 2:05 PM

Meri mohabbat hi unki bewafaai ka sabab ban gayi,
Koi bataaye ab aur maiN kya ulfat ka mazaa looN…

Tere saath v jayega“ghayal”eh farishte,par intezar kar,
Pehle zamaane ko zaraa andaaz-e-aashiqui sikhaa looN…



bahut khoob Lucky....hamesha ki tarah...behad umda kalaam....

daad qabool karna!

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya