#1 [url]

May 2 07 1:38 AM

QUOTE (Diggaj Dave @ 30, 2007 07:16 am)
koi bhi yaad na kare hamein aaj kal' sakhi'
ye baat yaad aayi to dil ko samjha ke ro diye



Bohat badhiya..........



Sakhi jee


Dard hai magar dil ko chhu lene wala aur bohat pyaara hai...Dard bhi pyaara hota pata hai aapko kabhi mauka mile to zaroor mehsoos karna..Baaki aapka qalaam kamaal ka..sabhi ashaar kaafi ache hai..


shukriyah

diggaj ji

dard mein kitna pyar hai ye to mahsoos karne wala janta hai kyun ki pyaar ke bina dard nahi hota...jahan dard hai wahan pyar jarur hota hai.. dard ko mein har pal pahsoos karti hun aur isliye meri kalam shayad dard mein jayada chalti hai.

shikriya kalam acha laga apko

sakhi