#1 [url]

Apr 30 07 12:20 PM

salam adil ji

Jab kabhi halaat ne osko sataya hoga ,
Payari jhelon main tufaan sa aaya hoga bahut khooooooooob

Ye hai mashoor ke mai.n oska or wo mera ,
Ghar main gair ke .....osne bulaya hoga achhhhhhhhhhhha ji

Jab bhi barsaat kabhi payasi hogi ,
Aab-e-zu aankho se pilaya hoga gooooood oneeeeeee

Hai nahi koi Jasn-e-barbadi ka gawah,
Dar gaye "aadil" aapna hi saya hoga tooooooooooo gooooooooooood

keep writing
Allah Hafiz

user posted image

Mangi thi mene tumse mohabbat ki zindagi
Tumne to zindagi ko mohabbat bana diya