#1 [url]

Apr 30 07 7:09 AM

Aadaab

Burq Sahab


Jo bhi likha hai kamaal ka hai dost...Sabhi ashaar itne khoobsurat hai k kisi ek ko jayada khoob k paana mumkin nahi.Makhtaa mujhe jayada pasand aaya is qalaam ka...is umda tahreer par daad qabool kare


apna khayal rakhe