#1 [url]

Apr 29 07 7:54 PM

QUOTE (javedarshad @ 27, 2007 02:41 am)
Zindagi ke ehsas ko
Jaga rakkha hai
Shaid kabhi
Un sansoon ki garmi Phir mil jaaye
Un Lams ka ehsas
Phir kahin mil jayae
Jinhoon ne zindagi ko jila bakhshi thee
In bai noor jalti aankhoon ko
Intezar hai un shookh nigahoon ka
Shaiad phir iqrar ka izhar hu jayae
Bhatak raha hun un rahun per
Jahan teri khushbu basti thee
Shaiad yeh hawa chupke se
Tera pata kabhi bata de
Bus ji raha hai javed
Zindagi tere liyae
Isi ehsas ko liyea

javed sahab namaskar
kya kamal ka likhtey hoo aap too
bhut khoob likhte rahey
really bhut aacha laga aap ko ped keer
daad hazir ha
i yeh aap ke leay umeed hai pasand aay gi


teri kalam main hum ko wo jaduu nazar aya
har nazam ne teri, jhan mein faley andkhaar ko mitaya
socha to tha kai-o- ne ki tujeh rok dey hum
per tuje jisne rok na chaha wo-dhara-shahi- nazar aya

take care and keep smiling

user posted image
उसका क्या कुसूर था जो उसको ये सज़ा दी
किया जिसने मुझ पर ख़ुद से ज़्यादा भरोसा
बता ए संग दिल क्यों मैने उसको दगा दी