#1 [url]

Apr 29 07 7:53 PM

Jab kabhi halaat ne osko sataya hoga ,
Payari jhelon main tufaan sa aaya hoga .........!!

bhaut bhaut khoob kaha hai Aadil


Ye hai mashoor ke mai.n oska or wo mera ,
Ghar main gair ke .....osne bulaya hoga .........!!

wah wah wah

Humko tu aah se ranjish or dua se toba ,
Tumne kis tarha inse nibhaya hoga............!!

ranjish kais tarah se nibhaya hoga
bhaut khoob

Hai nahi koi Jasn-e-barbadi ka gawah,
Dar gaye "aadil" aapna hi saya hoga ...

apna hi saya hoga bhaut khoob ki is dard ko koi nahi batata hai to dar kaisa apna hi saya hoga





user posted image