#1 [url]

Apr 29 07 7:45 PM

QUOTE (javedarshad @ 27, 2007 02:49 am)
Mere
Sulagte huntoon ne
Jab shame tanhai main
Tumhare larazte huntoon se
Ehsas-e-zindagi piya tha
Too yun laga tha ke
Zidagi ke saree
Raanayaan
Unhein lamhat main
Pinhan theen
Lekin
Shabe tanhaie main
Mahsoos huta hai ke
Zindagi ka sara karb thaa
Joo
Un lamhaat main piya thaa

javed sahab bhut khub likha hai aapne
daad hazir hair



keep smiling and take care

user posted image
उसका क्या कुसूर था जो उसको ये सज़ा दी
किया जिसने मुझ पर ख़ुद से ज़्यादा भरोसा
बता ए संग दिल क्यों मैने उसको दगा दी