#1 [url]

Apr 27 07 8:50 AM

QUOTE (Faypal @ 26, 2007 07:11 pm)
QUOTE (mujmj @ April 26, 2007 05:53 pm)
mere naseeb ai aisa kyon likha bhagvan ne
nahi samjh paya mai kabhi bhi

har samay aisa kyo lage kuch kami hai
jeevan sanvaar nahi paya kabhi bhi

laga jaise kuch choot gaya hai haatho se
kabhi jod nahi paya tuta kabhi bhi

behte rahe aankho se aansu mere
zakham sil nahi paya kabhi bhi

sukhte hontho pe leta raha naam tera
chah ke bhi saanse rok na kabhi bhi

aisi halat hai ab meri ke kaya kahu
chupa bhi nahi paya kabhi bhi....

Wonderful....................keep up.

Afzal Ji shukriya pasand karne ke liye.....


vikas

Wo bhi kaya din the jab sang muskurate the
ab to ronne ko bhi kandha dhundhte hai