#1 [url]

Apr 27 07 8:49 AM

Lekin
Shabe tanhaie main
Mahsoos huta hai ke
Zindagi ka sara karb thaa
Joo
Un lamhaat main piya thaa



Nice.......


Javed sahab


aapki ye gehri baat dil ko chhu gayi...ye choti si nazm bhi kamaal ki hai jisko aapne khoobsurat alfaaz diye hai...Daad qabool kare