#1 [url]

Apr 27 07 8:42 AM

Unho ne meri har modd par jo diya sath,kaise sab ko kahein ham
Aur waqt ki is ghadii mai sath chod diya, ye dard kaise sahein ham

Sochta hun jindagii ki rah par jab mulakat hogi,kya kahenge wo
Izhar ishq hoga unse! , ya tab bhi na kehni ki dard sahenge wo



Very Nice..........


Aab lagta hai dil yakin kar liya k is jindagii mai na mil payenge ham
Phir bhi unkii yaadon ko hii sahara banakar jiye jayenge ham



Sahid


Bohat khoob apne dard ko bayaa kiya hai.Kai baar yaado k sahare hi jeena padta hai magar jo uski judai aur uski yaado se pyaar kare us mein bhi alag hi maza hai...kaafi acha raha tumhara ye qalaam


daad qabool kare....apna khayal rakhe