#1 [url]

Apr 26 07 3:19 PM

Jab kabhi halaat ne osko sataya hoga ,
Payari jhelon main tufaan sa aaya hoga .........!!



Nice.........


Jab bhi barsaat kabhi payasi hogi ,
Aab-e-zu aankho se pilaya hoga ..................!!

Humko tu aah se ranjish or dua se toba ,
Tumne kis tarha inse nibhaya hoga............!!



Wah.kya baat hai


Hai nahi koi Jasn-e-barbadi ka gawah,
Dar gaye "aadil" aapna hi saya hoga .........!!



Behad khoobsurat..........



Aadaab Aadil sahab


Sabhi Ashaar bohat hi pyaare hai lagta hai badi tasalli se likha gaya hai inhe..Sabse khoob mujhe makhtaa laga jo sach mein is qalaam ka mukammal sher hai..Ehsaaso ki rawani padhne par hi pata lag jati hai...Daad qabool kare dost


apna khayal rakhe