#1 [url]

Apr 24 07 7:15 PM

QUOTE (mayur_sharma @ April 24, 2007 07:03 pm)
!!!!!!!!!!!!!! Ek aur Sher likh raha hu !!!!!!!!!

Kaash koi prem ki pyali pilane waala hota,
To aaj hum sharaabi naa hote...
Kaash koi hum par jaan fida karne waala hota,
To aaj hum kaatil naa hote...
Kaash koi hamare saath ghar basanewala hota,
To aaj hum beghar naa hote...
Shaayad accha hi hua ke koi bhi nahi hai,
Nahi to aaj hum shaayar naa hote...!!


^^^^^ HOPE U LIKE IT ^^^^^^

shayr bhi rahoge aap aur apko saari umeed puri karne ka mauka bhi bhagwan dega ek din
acha laga padke
sakhi