#1 [url]

Apr 24 07 6:19 PM

Woh jo kal tk mera raqeeb tha
woh jo dil k itna qareeb tha



u juda huwa us baat per
jo khata ham say hui nahi


khata kaha bina khata hi saza milti hai


woh jo gila ham nay kia nahi
yeh bari ajeeb si baat hai

woh jo shks itna haseen tha
kia ye us ka soya naseeb tha

k ham say dor woh chala gaya
yon saray rishtay mita gaya

yeh us k nasib ki baat hai
yeh taqdeer ki kaisii kitab hai??


sach kahte ho dost naseeb hi to hai ki wo kabhi milta nahi aur umeed ka diya kabhi bujhta nahi

bhaut bhaut sach kaha hai

user posted image