#1 [url]

Apr 24 07 5:18 PM

kaun humdard hai ye dard sunaye kisko,
jinko rahbar chuna tha,vo to be raham nikle.

tumne armaano ko masla tha kabhi kadmo tale,
usi manjar ko yaad karke jakhm bah nikle.



Wah.....bohat khoob


aryan


Aapne dard ko bhi itna khoobsurat bana diya hai ki dard ki kahani hote hue bhi wah wah nikalti hai..ehsaas aur alfaaz ka bohat acha use kya hai...daad hazir hai


apna khayal rakhe