#1 [url]

Apr 10 07 4:22 PM

QUOTE (tadap @ March 22, 2007 01:42 pm)
jo tu chaahe woh kar le..
bhagwaan ko bol aaya hun
jo bikta hai mandir mein sawa rupiye mein ..
use noton se tol aaya hun


aadaab arz hai

wah kya baat kahi hai sameer ji

jo tu chaahe woh kar le..
bhagwaan ko bol aaya hun
jo bikta hai mandir mein sawa rupiye mein ..
use noton se tol aaya hun

par dost

bhagwaan ko becha ya kahrida nahi ja sakta hai

isliye plsss
yuhi sath dena
sakhi