#1 [url]

Apr 8 07 7:07 PM

Dil k tum makeen ho
Teray khayaloon say
Ye haseen ho
Tery yaad say
Ye ghamgeen ho
Na tedpao, bus
Apna deedar kerao


dear itna dard bhara likha hai

likho khub likho kyun ki likh kar sara dard bahar jo aa jata hai
hai na dil ko kuch rahat aati hai likh kar
par apna khyaal rakhana
sakhi