#1 [url]

Jan 17 07 1:10 AM

Di......bahut sundar!

ek gana yaad aa gaya "wo subah kabhi toh aayegi"

acha laga aapko padhkar...ye khayal hi kitna prerit karta hai ki jab panchhi nahin thakte toh main kyu thaku....wah! bahut khoob!

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya